Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jamia wali jagah per khaimay laga kar tadrees ka kaam start kar dia gya hai... lekin sochnay ki baat hai kya abb wahan per usi frequency sai dobara student parhnay aen gay...??? is madrisay ko itna badnaam kia gya hai keh wahan per janay sai pehlay student kai baar sochain gay..... and obviously wahan sai baghawat kay asrat hamesha miltay rahain gay... aik nahi to dosri soorat main...
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
log majboor hain ya jo bhi hain... sab ka kaam nikal raha hai is liye kisi ko tension nahi... system theek ho ga to sab kay kaam nikalna band ho jaen gay... iss liye boht sai log nahi chahtay keh system change ho...
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
petrol is expected to rise upto Rs. 129 per liter
jesa keh govt officials nay IMF se bheek mangi hai keh ham log Rs 53 per liter of petrol subsidy pay kar kar kay marrrr gae hain... hamari madad karo... aur yeh us waqt kaha gya jab petrol ki qeemat 70s ki range main thi...
IMF simply said... subsidy pay karna band karo... december 2008 tak...
apnay jhooot ko sach sabit karnay k liye petrol ki qeemat mai 53 Rupees add karain gay...
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tehzeeb.... itna aslah jo mosque kay andar tha woh gaya kidhar????????? Media walon ko kyoun nahi dikhaya ga... Public ko kyoun nahi dikhaya gya????? Billi kha gai ya Jinnnn utha kar lai gae?????? aur massage center walon ko kya saza sunai gai thi kya koi bata sakta hai???? un ko massage center chalanay sai mana kia gya tha... agar kisi kay muhallay mai ya paros mai fahashi ka adda khul jae to woh kya karay ga???? ap nay sirf woh strips chalti dekhi hain jo Media walon nay Govt kay kehnay per chalai... molana sahab sai baat govt ki hi hti thi... Media walon ko khud to interview lenay hi nahi dia gya... ziada tar logon nay usi per yaqeen kia jo TV per aa raha tha is liye haqaiq sai parda kesay uthay ga...???? aur phir Geo ko ban kyoun kia gya???????
SS yeh system taqreeban 70 saal sai to chal raha ya us sai bhi pehlay...... aur ap keh rahi hain ziada arsa nahi chalay ga...